Milenge milate rahenge,
Dosti ki yad dilate rahenge,
Taj mahal to mahanga padega,
Mumtaj banate rahenge.
`
Sath chalne ke liye sathi chahiye,
Aansu rokne ke liye muskan chahiye,
Zinda rehne ke liye zindagi chahiye,
Aur zindagi jine ke liye aap chahiya.
`
Dil do to kisi ek ko,
Aur do to kisi nake ko,
Jo samjhe pyaar k matlab ko,
Jab tak na mile koi…
To try karte raho har ek ko.
`
Chand par kali ghata chati to hogi,
Sitaro ko muskurahat aati to hogi,
Tum lakh chipawo duniya se magar,
Akele mein tumhe hamari yaad aati toh hogi…
`
Yaad unhe kiya jata hai
Jo dil se kabhi bhulaye jate hai,
Jo khud dil mein baas gaye ho
Unhe bhala ham kya yaad kar sakte hai.
`
Wafao mein itna asar ho jaye,
Jinhe dhod ti hai nazar woh toh aaye,
Ham aajayenge palak jhukne se pehle,
Tumne yaad kiya hai ye khabar toh aaye.
`
Chale gaye ho dur kuch pal ke liye,
Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye,
Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,
Jab dil me ho aap harpal ke liye.
`
Khud ko khud ki khabar na lagay,
Koi achha bhi is qadar na lagay,
Aap ko dekha hai bas us nazar se,
Jis nazar se aap ko nazar na lagay.
`
Khamoosh raat ke pehloo mein sitarae nahi hotay,
In rukhi aankhon mein rangeen nazare nahi hotay,
Hum bhi na kartae parwah,
Agar aap itnae pyaare na hotay.
`
Zubaan hai sirf ek zariya nahi,
Jo aap shabdon ko samajh payeinge ,
Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhieya,
Hazaroon alfaaz khud ba khud bekhar jayeinge.
Aye khat ja unke haathon ko chum le,
Jab voh padhe to unke hothon ko chum le,
Khuda na kare voh faad bhi dale,
To girte girte unke kadmo ko chumle.
`
Na hume aapse sikwa hai, na sikayat hai,
Hume to bas aap hi se chahat hai,
Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse,
Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai.
`
Yado me ham rahe ye ehsaas rakhna
Nazro se door sahi par dil ke pass rakhna
Ye nahi kahte ki hamesha saath rakhna
Door sahi par sada yaad rakhna.
`
Apnana bhi nahin sakte hai humein,
Phir bhi pyar karte hai humein.
Door bhi nahi reh sakte hai humse,
Paas bhi nahi lana chahte hai humein.
`
Na jane uss par itna yakin kyon hai,
Uska khayal bhi itna hasin kyon hai,
Suna hai pyar ka dard mitha hota hai to
Ankhon se nikla aansu itna namkin kyo hai?
Chaho Aap jise chahat se zyada.
Sapne dekho aap jiske nind se zyada.
Mango aap jise mannat se zyada.
Khuda kare wo bhi aapko pyar kare
apni “SAANSO”se jyada.
`
Kisi ki chahat ka tum emtehan na lena,
Jo nibha na sako toh wada na dena,
Jise tumhare bina jine ki aadat na ho,
Usko jyada jine ki dua na dena…
`
Har dil ki dhadkan main koi baat hoti hai,
Har udas zindagi main kisi ki yaad hoti hai,
Tume pata ho ya na ho tumhari,
Har khushi ke piche humari duaa hoti hai.
`
Jab hamko unse mohabbat thi
Unhe hamari mohabbat pe shak tha
Jab unhe ehsas hua hamari mohabbat ka
Tab hum par kisi aur ka hak tha..
`
Aashiq ne pucha khuda se,
Tune duniya ko pyaar ka dushman kyu bana diya?
Khuda bola aashiqo ne kaunsa mere saath accha kiya,
Unhone ne bhi toh yaar ko khuda bana diya…
`
Haste rahen aap hazaron ke beech mein,
Jaise haste hein phool baharon ke beech mein,
Roshan ho aap duniya mein iss tarah,
Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein…
Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
`
Agar Zindagi mai judai na hoti
To kabhi kisi ki yaad aai na hoti
Sath hi guzarta her lamha to shayaed
Rishton mai yeh gahrai na hoti…
`
Kitna bhi chaho na bhol paoge
Kitna bhi chaho na bhol paoge
Hum se jitna dur jao nazdik pao ge
Humein mita sakte ho to mita do
yaadein meri, magar..
kya sapno se juda kar pao ge humein…
`
Hum tere sath chalenge tu chale na chale,
tera har dard sahenge tu kahe ya na kahe,
hum chahte hai ki tum sada khush raho,
hum chahe rahe ya na rahe…
`
Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi…
Kaun kehta hai dil pagal hai
Pagalpan to sirf aik bahana hai
Aik bar hans kar muskura kar to dekho
Yeh pagal tumhara deewana hai…
`
Teray liye chand taray tor doon,
In hawaon ka rukh mor doon,
Itna kafi hai ya do char jhoot aur bol doon…
`
Andaz-e-pyar Apki ek ada hai
dour ho humse apki khata hai
dil mai basi hai ek pyari si tasvir apki
jis neechy I MISS U LIKHA HAI..
`
Chai se urte dhoowein main tumhari tasweer nazar ati hai,
Rozana inhi chakkaron main meri chai thandi ho jati hai..
`
Ek tanha raat me apki yaad aayi,
tanhai mitane ko humne ek cigrate sulgai,
na jaane kaise qayamat ho gayi ke
dhooeein ne bhi apki tasvir banayi.
`
Najneen hushn malin, nakhraye saaj ho tum,
Dilkash mohabbat ka, hasin andaaj ho tum,
Kyun raaz se raaz ka raaz ho tum,
Taj nahin mere dil ki MUMTAJ ho tum…
`
Woh hamare zindagi mein,
Kuch is tara aaye,
Jaise hare bhare khait mein,
Moti bhains ghus aaye…
`
Ek hawa ka jhoka sa aaya,
To laga jaise ke tum aaye ho,
Darwaze par kisi ki aahat se hue,
To laga jaise ke tum aaye ho,
Ab tum he bataoo,
Kya tum kisi bhoot se kam ho.
`
Tu sawal nahi ek paheli hai
Meri manzil tu nahi teri saheli hai!
`
Sms har pal karu to shararat hogi,
Har din karu to pareshani hogi,
Kabhi bhi na karu to kanjusi hogi,
Par dilse karu to shayad apko khusi hogi. Hui na??
Teri mohabbat pe sakh kar ke..
humne aapne aapko kamzor sabit kya hai…
maf karde hume is kahta pe..
aakhir tere judai hi iska karan hai…
`
Duriyon ki na parwa kijiye
Dil jabhi pukare bula lijiye
Hum zyada dur nahi aapse
Bus apni aankho ko palko se mila lijiye!!
`
Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi
`
kab unki palko se izhar hoga,
dil ke kisi kone me hamare liye bhi pyaar hoga,
gujar rahi hai raate unki yaado me
kabhi to unko hamara intezar hoga,?
`
Aankho me armaan diya karte hai,
hum sabki neend churaliya karte hai,
jab jab aap ki palke jhapkegi to
samajh lena hum aapko yaad kiya karte hai..
Muskurati Rahe Ye Zindgi Tumhari,Ye Dua Hai Har Pal Khuda Se Hamari,Phoolo Se Sazi Ho Har Raah Tumhari,Jis Se Mehke Har Subah Aur Shaam Tumhari..
`
Aapko Her Pal Dil Yaad Karta Hai,Dharkan Ban Ye Sine Mein Dharkta Hai,Bas Aapko Hi Ye Aankhen Deke Ye Fariyad Karya Hai,Na Aoge Ye Janata Hai Dil,Phir Bhi Aapse Milne Ki Dua Karta Hai,Kyonki Pyar To Pyar Hota Hai…
`
Labon Pe Bulbul Ke Taraana Aa Jaaye,Bahaaron Ka Fir Wo Zamaana Aa Jaaye.Badi Aarzoo Hai Seene Mein,Ik Pal Ke Liye Mera Deewaana Aa Jaaye…
`
Kissi Ki Aankhon Mein Poori Duniya Nazar Aaye,Aur Poori Duniya Mein Bass Ik Wohi Nazar Aaye,To Samajh Lena Mohabbatt Ho Gayee Hai,Woh Mohabbatt Jo Ibaadatt Ban Gayee Hai…
`
Dil Mein Ho Sachchi Chah Toh,Zindgi Khud Be Khud Byan Hoti Hai,Kal Kisne Dekha Jiyo Toh,Har Pal Mein Hee Jaan Hoti Hai…
`
Jazbaat Behkate Hain Jab Tumse Milta Hun,Armaan Machalte Hai Jab Tumse Milta Hun,Saath Hum Dono Ka Koi Bardasht Nahi Karta,Sab Humse Jalte Hai Jab Tumse Milta Hun..
`
Na Jane Wo Kab Haseen Raat Hogi,Jab Unki Nigahen Humari Nigahon Ke Saath Hongi,Baithe Hai Hum Uss Raat Ke Intezaar Mein,Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Humare Honthon Ke Saath Hongi.
`
Log To Ishq Mein Qurban Ho Jate Hai,Aye Dost Hum To Sirf Pagal Hue Baithe Hai,Dekha Hai Kya Tumne Wo Taj-E-Mahal,Jise Log Yaadein Mumtaz Bhi Kehte Hai…
`
Pyaar To Pyaar Hai, Pyaar Ko Hum Pyaar Karein,Dil To Dil Hai, Jisko Hum Bekarar Karein,Mohabbat To Faqt Ek Arzoo Hai Tumhe Pane Ki,Aap To Aap Hai Jis Par Jaan Nisar Hum Karein.
`
Chahat Teri Pehchan Hai Meri,Mahobbat Teri Shaan Hai Meri,Hoke Juda Tujse Kya Reh Paunga,Tu To Aakhir Jaan Hai Meri…
`
Teri Palkon Mein Kabhi Na Aansu Aye,Yahi Duwa Hai Rab Se Meri,Tere Chahre Se Kabhi Muskan Na Jaye,Yahi Duwa Hai Rab Se Meri,Teri Zindagi Me Aye Hum,Yahi Duwa Hai Rab Se Meri…
Muskurati Rahe Ye Zindgi Tumhari,
Ye Dua Hai Har Pal Khuda Se Hamari,
Phoolo Se Sazi Ho Har Raah Tumhari,
Jis Se Mehke Har Subah Aur Shaam Tumhari..
`
Aapko Her Pal Dil Yaad Karta Hai,
Dharkan Ban Ye Sine Mein Dharkta Hai,
Bas Aapko Hi Ye Aankhen Deke Ye Fariyad Karya Hai,
Na Aoge Ye Janata Hai Dil,
Phir Bhi Aapse Milne Ki Dua Karta Hai,
Kyonki Pyar To Pyar Hota Hai…
`
Labon Pe Bulbul Ke Taraana Aa Jaaye,
Bahaaron Ka Fir Wo Zamaana Aa Jaaye.
Badi Aarzoo Hai Seene Mein,
Ik Pal Ke Liye Mera Deewaana Aa Jaaye…
`
Kissi Ki Aankhon Mein Poori Duniya Nazar Aaye,
Aur Poori Duniya Mein Bass Ik Wohi Nazar Aaye,
To Samajh Lena Mohabbatt Ho Gayee Hai,
Woh Mohabbatt Jo Ibaadatt Ban Gayee Hai…
`
Dil Mein Ho Sachchi Chah Toh,
Zindgi Khud Be Khud Byan Hoti Hai,
Kal Kisne Dekha Jiyo Toh,
Har Pal Mein Hee Jaan Hoti Hai…
`
Jazbaat Behkate Hain Jab Tumse Milta Hun,
Armaan Machalte Hai Jab Tumse Milta Hun,
Saath Hum Dono Ka Koi Bardasht Nahi Karta,
Sab Humse Jalte Hai Jab Tumse Milta Hun..
`
Na Jane Wo Kab Haseen Raat Hogi,
Jab Unki Nigahen Humari Nigahon Ke Saath Hongi,
Baithe Hai Hum Uss Raat Ke Intezaar Mein,
Jab Unke Hontho Ki Surkhiya Humare Honthon Ke Saath Hongi…
`
Log To Ishq Mein Qurban Ho Jate Hai,
Aye Dost Hum To Sirf Pagal Hue Baithe Hai,
Dekha Hai Kya Tumne Wo Taj-E-Mahal,
Jise Log Yaadein Mumtaz Bhi Kehte Hai…
`
Pyaar To Pyaar Hai, Pyaar Ko Hum Pyaar Karein,
Dil To Dil Hai, Jisko Hum Bekarar Karein,
Mohabbat To Faqt Ek Arzoo Hai Tumhe Pane Ki,
Aap To Aap Hai Jis Par Jaan Nisar Hum Karein…
`
Chahat Teri Pehchan Hai Meri,
Mahobbat Teri Shaan Hai Meri,
Hoke Juda Tujse Kya Reh Paunga,
Tu To Aakhir Jaan Hai Meri…
`
Teri Palkon Mein Kabhi Na Aansu Aye,
Yahi Duwa Hai Rab Se Meri,
Tere Chahre Se Kabhi Muskan Na Jaye,
Yahi Duwa Hai Rab Se Meri,
Teri Zindagi Me Aye Hum,
Yahi Duwa Hai Rab Se Meri…
Dil Aapko Dete To De Diya,
Wapas Lete To Le Liya,
Ek Pal Ke Liye Aapke Paas Raha,
Par Charon Aur Se Kaat Ke Diya…
`
Ek Shama Andhere Mein Jalaye Rakhiye,
Subah Honeka Mahol Banaye Rakhiye,
Jinke Haathon Humne Khaye The Zakham,
Wohi Kehte Hai Zakhmo Ko Chhupaye Rakhiye…
`
Haqeeqat Pehchan Lo Bichhad Jane Se Pehle,
Meri Sun Lo Apni Sunane Se Pehle,
Ye Soch Lena Hamein Bhul Jane Se Pehle,
Bahut Roti Hai Ye Aankhein Muskurane Se Pehle…
`
Pyaar Jo Kisise Karoge To Ruswayi Hi Milegi,
Wafa Jitni Bhi Karoge Burayi Hi Milegi,
Chahe Kisiko Kitna Bhi Apna Bana Lo,
Jab Bhi Aankh Khulegi Tanhayi Hi Milegi…
`
Kabhi Tum Bhi Humse Baat Kar Liya Karo,
Milneki Fariyaad Kar Liya Karo,
Ek Hum Hai Jo Har Baar Shuruat Karte Hai,
Kabhi Tum Bhi Humse Pehle Yaad Kar Liya Karo…
`
Din Tere Khayal Mein Guzar Jaata Hai,
Raat Mein Bhi Tera Khayal Aata Hai,
Kabhi Kabhi Khayal Is Kadar Ubhar Jata Hai,
Aaine Mein Bhi Tera Chehra Nazar Aata Hai…
`
Kuch Mithe Pal Yaad Aate Hai,
Palkon Par Aansu Chhod Jaate Hai,
Kal Koi Mile To Hamein Na Bhul Jana,
Dosti Ke Rishte Zindagi Bhar Kaam Aate Hai…
`
Zindagi Mein Kabhi Tension Mat Lena,
Bindaas Hoke I LOVE YOU Kehna,
Agar Rose Ke Badle Sandal Mile Kehna
Pyaari Behna Sada Khush Rehna…
`
Hans kar wo jo gham datey hain,
Zaher mein thora sa pyar mila datey hain
Jab bhi naam ata hai un k dewano ka
Log meri taraf unglian utha datey hain..
`
Har rasta ik safar chahta hai.
Har musafir ik hamsafar chahta hai.
Jasiy chahti hai chandni chand ko.
Koi hai jo aapko is qadar chahta hai.
Tumhari is ada ka kya jawab du,
Apne dost ko kya uphar du,
Koi acha sa phool hota to mali se mangwate,
Jo khud gulab hai usko kya gulab du…
Apne dost ko kya uphar du,
Koi acha sa phool hota to mali se mangwate,
Jo khud gulab hai usko kya gulab du…
Rab ne jab tujhe banaya hoga
Ek surur uske dil mein aya hoga,
Sochta hoga kya doonga tohfe mein tujhe,
Tab usne mujhe banaya hoga.
Ek surur uske dil mein aya hoga,
Sochta hoga kya doonga tohfe mein tujhe,
Tab usne mujhe banaya hoga.
Kaash ham SMS hote,
Ek click mein tumhare paas hote,
Bhale tum hame delete kar dete,
Par kuch pal ke liye ham tumhara ehsas to hote…!
Ek click mein tumhare paas hote,
Bhale tum hame delete kar dete,
Par kuch pal ke liye ham tumhara ehsas to hote…!
Tanhaion me unko hi yaad karte hain,
Wo salamt rahe yahi fariyad karte hai,
Ham unke hi mohabbt ka intzar karte hai,
Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
Wo salamt rahe yahi fariyad karte hai,
Ham unke hi mohabbt ka intzar karte hai,
Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
Ek din hamare annsoon humse pooch baithe,
Humey roz -roz kyon bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain
Tum kyon chale aate ho.
Humey roz -roz kyon bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain
Tum kyon chale aate ho.
Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai
Kismat par aitbar kisko hai,
Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
Kuch majburian hain mere dost,
Warna judai se pyaar kisko hai
Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
Kuch majburian hain mere dost,
Warna judai se pyaar kisko hai
Kal mila waqt to zulfein teri suljha doonga,
Aaaj uljha hoon zara waqt ko sulajhane mein,
Yun to sulajh jatee hain uljhi zulfein,
Umar kat jati hai waqt ko sulajhane mein.
Aaaj uljha hoon zara waqt ko sulajhane mein,
Yun to sulajh jatee hain uljhi zulfein,
Umar kat jati hai waqt ko sulajhane mein.
Darte hai aag se kahi jal na jaye
Darte hai khwab se kahin toot na jaye
Lekin sabse ziyada darte hai aapse
Kahin aap hume bhool na jaye
Darte hai khwab se kahin toot na jaye
Lekin sabse ziyada darte hai aapse
Kahin aap hume bhool na jaye
Aapki is dil lagi me hum apna dil kho baithe
Kal tak us khuda k the aaj apke ho baithe.
Pyar suna to tha diwana kr deta hai
Aaj khud krke hum bhi hosh kho baithe
Kal tak us khuda k the aaj apke ho baithe.
Pyar suna to tha diwana kr deta hai
Aaj khud krke hum bhi hosh kho baithe
*========(2) ========= *
Kyun tumhare is ashiq ka parwano me naam lete ho
Keh kar ke dil doge humari jaan lete ho.
Pata hai nahi rakh sakte hum apni dhadkano pe kaabu
Phir kyun humari mohabbat ka imtehan lete ho. *
Keh kar ke dil doge humari jaan lete ho.
Pata hai nahi rakh sakte hum apni dhadkano pe kaabu
Phir kyun humari mohabbat ka imtehan lete ho. *
*========(3) ========= *
Dil unke liye he machalta hai
Thokar khata hai or sambhalta hai.
Kisi ne is kadar kar liya dil par kabja
Dil mera hai per unke liye dhadkta hai.*
Thokar khata hai or sambhalta hai.
Kisi ne is kadar kar liya dil par kabja
Dil mera hai per unke liye dhadkta hai.*
*========(4) ========= *
Mohabbat or mout dono hi
Bin bulaye mehmaan hote hai,
Kab aa jaye koi nahi jaanta.
Lekin dono ka ek hi kaam hai
Ek Dil le jati hai to doosri Dhadkan.*
Bin bulaye mehmaan hote hai,
Kab aa jaye koi nahi jaanta.
Lekin dono ka ek hi kaam hai
Ek Dil le jati hai to doosri Dhadkan.*
*========(5) ========= *
Jab khuda ne tujhe banaya hoga
Ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.
Aise hi nashili nahi teri aankhen
Jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga.*
Ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.
Aise hi nashili nahi teri aankhen
Jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga.*
*========(6) ========= *
Aaj har ek pal khoobsurat hai
Dil main teri sirf teri surat hai.
Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi
Duniya se jiada humko teri zarurat hai.
Dil main teri sirf teri surat hai.
Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi
Duniya se jiada humko teri zarurat hai.
*========(7) ========= *
Kuch log zindgi me is kdar shamil ho jate hain
Agar bhulna chaho to or yad ate hain.
Bas jate hain wo dil me is kadar
Ke ankhen band kro to samne nazar aate hain.
Agar bhulna chaho to or yad ate hain.
Bas jate hain wo dil me is kadar
Ke ankhen band kro to samne nazar aate hain.
*========(8) ========= *
Apko dekhkar ye nigah jhuk jayegi
Khamoshi har bat keh jayegi.
Pad lena in ankhon mei apne pyar ko
Apki kasam sari kaynaat wahi ruk jaegi.
Khamoshi har bat keh jayegi.
Pad lena in ankhon mei apne pyar ko
Apki kasam sari kaynaat wahi ruk jaegi.
*========(9) ========= *
Hum to pyaar k saudagar hain
Sauda sacha karte hai
Par jab aap jaise dost ho khariddaar
To hum muft me bhi bik jaya karte hain.
Sauda sacha karte hai
Par jab aap jaise dost ho khariddaar
To hum muft me bhi bik jaya karte hain.
*========(10) ========= *
Hamari dastan use kaha kubul thi
Meri wafayen uske liye fizool thi.
Koi aas nahin lekin koi itna bata do
Maine chaha use kya ye meri bhool thi.
Meri wafayen uske liye fizool thi.
Koi aas nahin lekin koi itna bata do
Maine chaha use kya ye meri bhool thi.
*========(11) ========= *
Tinka-2 tufan mein bikharte chale gaye
Tanhai ki gehraion mein utarte chale gaye.
Udte thay jinke sahare aasmano mein hum
Ek-ek karke sab bichadte chale gaye.
Tanhai ki gehraion mein utarte chale gaye.
Udte thay jinke sahare aasmano mein hum
Ek-ek karke sab bichadte chale gaye.
*========(12) ========= *
Fresh flowers are waiting to disturb u
Hot coffe waiting to taste ur lips
Sun, birds, cool air – all r looking
At ur window to say u Good morning
*Have nice day.*
Hot coffe waiting to taste ur lips
Sun, birds, cool air – all r looking
At ur window to say u Good morning
*Have nice day.*
*========(13) ========= *
Girl’s father- Main nahi chahta ki meri beti
Apni puri zindgi 1 gadhe k sath guzare.
Boyfriend- Bus, isiliye main use
Yaha se le jane aya hun
Apni puri zindgi 1 gadhe k sath guzare.
Boyfriend- Bus, isiliye main use
Yaha se le jane aya hun
*========(14) ========= *
Unki ek yaad bechan kar jati hai
Har cheez me unki surat nazar aati hai.
Aisa hal kiya unhone pyar me hamara
Ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
Har cheez me unki surat nazar aati hai.
Aisa hal kiya unhone pyar me hamara
Ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.
*========(15) ========= *
Is dil ka ik arman hai
ik chand me hmari jaan hai.
Jise dur se dekhna to mumkin hai
Par milna kahan aasan hai.
Kyon ki hum to ik zameen hain
Arr Vo ik aasman hai
*========(16) ========= *
ik chand me hmari jaan hai.
Jise dur se dekhna to mumkin hai
Par milna kahan aasan hai.
Kyon ki hum to ik zameen hain
Arr Vo ik aasman hai
*========(16) ========= *
Behte aashkon ki zubaan nahi hoti
Lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti.
Mile jo pyar to kadar karna
Kismat har kisi par maherban nahi hoti.
Lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti.
Mile jo pyar to kadar karna
Kismat har kisi par maherban nahi hoti.
*========(17) ========= *
Ishq aisa karo ki dharkn mein bs jaye
Saans bi lo to khushboo usi ki aye.
Pyar ka nasha aankhon pe cha jaye
Baat kuch bi na ho pr nam usi ka aye.
Saans bi lo to khushboo usi ki aye.
Pyar ka nasha aankhon pe cha jaye
Baat kuch bi na ho pr nam usi ka aye.
*========(18) ========= *
Ek lamha jo baar baar satata hai
Na jaane yeh dil kya chahta hai.
Kaash aap hote hamari nazron k saamne
Par yeh kaash kaash hi reh jata hai.
Na jaane yeh dil kya chahta hai.
Kaash aap hote hamari nazron k saamne
Par yeh kaash kaash hi reh jata hai.
*========(19) ========= *
Sache dil se karo fariyaad to
Duniya ki har ek cheez milti hai.
Jis par khuda ki rehmat ho jaye
Use kaanto me bhi khushbu milti hai.
Duniya ki har ek cheez milti hai.
Jis par khuda ki rehmat ho jaye
Use kaanto me bhi khushbu milti hai.
*========(20) ========= *
Koi achi si saja do mujhko
chalo bhula do mujhko.
Tumse dosti tute us din maut aa jaye mujhko
dil ki gahraiyon se dua do mujhko.
chalo bhula do mujhko.
Tumse dosti tute us din maut aa jaye mujhko
dil ki gahraiyon se dua do mujhko.
*========(21) =========
Hating hundred right persons
may not even touch your heart,
but loving one Wrong person
will leave you a brokn heart
throughout ur life !!!
Hating hundred right persons
may not even touch your heart,
but loving one Wrong person
will leave you a brokn heart
throughout ur life !!!
*========(22) ========= *
Shararat na hoti Shikayat na hoti
Nainon me kisi ke Nazakat na hoti
Nainon me kisi ke Nazakat na hoti
Na hoti bekarari Na hote hum tanha*
Agar jahan me kambakht Ye mohabat na hoti
Agar jahan me kambakht Ye mohabat na hoti
*Na hote ye sapne Ye khwabon ki duniya
*Kisi ko chahat ki Tamanna na hoti
*Kisi ko chahat ki Tamanna na hoti
*Na julfo ki chaya Na phulon ki khushbu
*Yadon me unki Ye rate na kat ti
*Yadon me unki Ye rate na kat ti
*Jo na hoti mohabat Ye ansu na hote
*Dil bhi na khota Aj tanha na rota*
*Dil bhi na khota Aj tanha na rota*
*Diwanon si apni Ye halat na hoti
*Agar jahan me kambakht Ye MoHoBBaT na hoti.
*Agar jahan me kambakht Ye MoHoBBaT na hoti.
*========(23) ========= ?*
Maths teacher to santa,if u had 1000Rs
in ur pocket and 1000Rs in d other pocket,
wat would u think ?
Santa: YEH PANT KIS KI HAI.
in ur pocket and 1000Rs in d other pocket,
wat would u think ?
Santa: YEH PANT KIS KI HAI.
*========(24) =========
Na wakt hai itna ki sylabus pura kiya jae
na tarkib koi ki exam pas kiya jae.
Na jane kaun sa dard diya hai is padhai ne
na roya jaye aur na soya jaye.
na tarkib koi ki exam pas kiya jae.
Na jane kaun sa dard diya hai is padhai ne
na roya jaye aur na soya jaye.
Kabhi Pyaar Dekhna Ho To Meri aankhon Mein Dekhna,
Kabhi Izhaar Dekhna Ho To Mere Honto Par Dekhna,
Agar Meri Khubsurat Duniya Dekhni Ho to Aaina Dekhna.
Kabhi Izhaar Dekhna Ho To Mere Honto Par Dekhna,
Agar Meri Khubsurat Duniya Dekhni Ho to Aaina Dekhna.
Mere Sapno Mein Ek Pyara Sa Dost Aata Hai,
Uske Saath Gujra Har Wo Pal Yaad Aata Hai,
Dil Karta Hai Yeh Lamha Yahi Ruk Jaye,
Kyun Woh Sapna Subah Hote Hi Toot Jata Hai.
Uske Saath Gujra Har Wo Pal Yaad Aata Hai,
Dil Karta Hai Yeh Lamha Yahi Ruk Jaye,
Kyun Woh Sapna Subah Hote Hi Toot Jata Hai.
Bina Dard Ke Aansu Bhaye Nahi Jate,
Bina Pyaar Ke Rishte Nibhaye Nahi Jate,
Zindagi Me 1 baat Yaad Rakhna Mere Dost,
Kisi ko Rulakar Apne Sapne Sajaye Nahi Jate.
Bina Pyaar Ke Rishte Nibhaye Nahi Jate,
Zindagi Me 1 baat Yaad Rakhna Mere Dost,
Kisi ko Rulakar Apne Sapne Sajaye Nahi Jate.
Jub Woh Mera Naam Apne Haathon Ki,
Lakeeron Main Talash Kar Ke Thak Gaya,
Toh Dheere Se Sir Jukaya Or
Muskara Ke Kaha
” Lakeere Jooth Bolti Hai ”
Lakeeron Main Talash Kar Ke Thak Gaya,
Toh Dheere Se Sir Jukaya Or
Muskara Ke Kaha
” Lakeere Jooth Bolti Hai ”