संदेश

Search

Funny Shayari

True Friend Is Someone Who Reaches For Your Hand And Touches Your Heart … Kehte hain ki ISHQ main neend ur jaati hai Koi humse bhi ishq kare Khambhaqat neend bahut aati hai ———— ——— Kar diya izhare-ishq hamne telephone par, laakh rupaye ki bat thi, do rupaye main ho gayee (wah wah) ———— ——— Maine tujhe dekha Dekhta raha, Dekhta hi gaya…….. Phir mujhe chashma lag gaya ———— ——— Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad; Is liye kamre ki ek ek cheez “ckeck” karta hoon main “Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad” ———— ——— Taj Mahal kya cheez hai main to usse bhi bara mahal banaoonga, aree Mumtaz to marke dafan hui thi, main to tujhe zinda hi dafna doonga. ———— ——— KAASH TERE CHEHRE PE CHICKENPOX KE DAAG HOTE CHAND TO TUM HO HI SITARE BHI SAATH HOTE ———— ——— Jise samjha Leher Pepsi Woh nikla Jeher Pepsi Jise samjha Coca Cola Woh nikla Dhoka Cola Ab piyo Wine and Whisky Life hoga No More Risky ———— ——— K...